Imam Abu Haneefa Rah

Thursday, 22 September 2016

Dudh pilana Maa ke zimme wajib hai.

Assalamualaikum WA rahmatullahi wa barakatahu Mufti Sahab               ek sawaal tha Ki jaise ayyaame raza-at do saal hain. Agar koi aurat do saal tak doodh  nahi pilaati to kya bacha kal qayamat Mei maa se sawaal kar sakta hai Ki mujhe mera haq Diya nahi gaya.
Jawab
Walikum assalam wa rahmatullah.
Dudh pilana maa ke zimme wajib hai bila uzr kisi zid ya narazi ke sabab dudh na pilae to gunahgar hogi.
*Mariful Quran Jild 1 safha 228*
واللہ اعلم بالصواب

No comments:

Post a Comment